Technology

Header Ads

HOW CHANDRAYAAN 2 REACH TO THE MOON (in hindi / english)

 

How chandrayaan_2 reaches to the moon
(In hindi)







Hello dosto

    Aapaka mere blog the space science firse swagat hai




So friends aajka humara topic 




Chandrayaan_2 chandrama tak kaise pahuncha tha




Dosto aapako lagata hoga ki mere iss blog par  purani baaton ke baare batata hu si friends mene abhi abhi blogging shuru ki 



hai friends promise me iske agle post se future science and technological topic aapko bataunga





So friends 

    Let's start

Friends aapko patahi hoga ki bharat ka chandrayaan_2 GSLV MK_3 rocket se launch kiya gaya tha 




Dosto aapako GSLV MK_3 ki working janne ke liye aur rocket kaise kaam karta janne ke liye aap humaari ye post padh sakte hai





How do space rocket works

https://sciencetechu.blogspot.com/2020/09/how-do-space-rocket-works-in-hindi.html


Friends 

Chandrayaan_2 

22 July 2019 ko raat 02:43 min par Satish Dhawan space center se  launch kiya gaya tha launching tower paar hone ke baad 





rocket ke nozzles thoda ghum jaate hai rocket ki disha badalne ke liye nozzles thoda thoda ghum kar rocket 90 degree par aane lagata hai

    

Kyuki pruthvi gol hai to iske gravitational force ke karan rocket🚀  dheere dheere horizontal direction me mudne lagata hai

Isse gravity turn kehte hai 




Dosto aapko rocket ka mudne ka karan samjhane ke liye aap imaginat kijiye ki ek projectile ko mount everest ki upar se fire kiya jaye


To gravity iss projectile ko niche ki aur curve karde gi aur projectile dharti se takra jayega lekin agar projectile ko aur teji se 




fire kiya jaye to projectile pruthvi par girne ke li aur samay lagayega 




Aur agar uss projectile ko aur bohot teji se fire kiya jaye to uss projectile ka curvature pruthvi ke curvature ke barabar hojayega



Aur woh projectile humesha pruthvi ki aur girata hi rahega par pruthvi gol hone ke 


karan kabhi pruthvi par wapas nahi aapayega agar uss projectile ko aur bhi 




jyada teji se fire kiya jaye to wo projectile pruthvi se dur chala jayega aur gravity usse firse paas khich legi aur uss projectile ka  




orbit circular se elliptical   ho jayega





Jab bhi koi satellite elliptical orbit me pruthvi dur rehta hai to usse apogee kehte hai aur jab bhi woh satellite pruthvi ke 






jyada paas hota hai to usse parigee kehte hai

Aesehi fire karte hue akhir me aesi velocity aayegi ki woh projectile earth ki 




gravitational field se escape ho jayega aur pruthvi par kabhi wapas nahi aapayega

Wesehi chandrayaan_2 ke orbiter or lander 

Earth ki orbit me chhode jane ke bad usme 





lage propeltion system ka istemaal se chandrayaan_2 apana orbit badhata chala jata hai





 jaise agar spacecraft ko parigee se axlerate kiya jaye to apogee badhata hai wesehi chandrayaan_2 apana orbit badhate 




badhate chandrayaan_2 earth moon transfer orbit me chal jata hai aur moon ki 




gravity chandrayaan_2 ko captured kar leti 

Hai

 



Uske baad chandrayaan_2 ko reverse direction me fire karke orbiter lowering menoure shuru kiye jate hai 





Fir vikram lander orbiter se alag ho jata hai uske mutabik lander ko chandrama par uter ne ke liye deboosting prakriya shuru ki jati hai par chandrama ki Satah se kuchh    





2 km upar  lander se contact tut jata hai aur vikram lander chandrama par hard lading kar jata hai




Fir bhi ye mission 95% safal raha hai aisa hamare isro ke scientist keh rahe hai aur dosto iska lander bhalehi chandrama par soft landing na kar paya ho par aajki 





advanced technology ka orbiter aur uske electronics equipments sahi se kam kar rahe hai aur aage 7 years tak kam karte rahenge





Dosto iss year 22 July 2020 ko chandrayaan_2 ko pura saal ho gaya hai aur humare orbiter ne chandrama ke pure 4400 chakkar pure kiye hai 





Aur kyuki chandrayaan_2 ka lander soft landing nahi kar paya tha isliye agle year ki starting me mission chandrayaan_3 launch kiya jayega aur isro ne lockdown kw baad 



se iss mission ki tayiyaari joro se chal rahi hai 


So friends aapko ye article kaisa laga hame comment karke jarur batayen


Thank you

एक टिप्पणी भेजें

2 टिप्पणियाँ